Skip to content

Vo pal ishq ka || sad in love shayari

Yaad na dilao vo pal ishq ka
Badi lambi kahani hai
Mein kisi aur se kya kahu
Jab unki hi meharbani hai.. 💔

याद ना दिलाओ वो पल इश्क़ का
बड़ी लम्बी कहानी है,
मैं किसी और से क्या कहूं
जब उनकी ही मेहरबानी हैं…💔

Title: Vo pal ishq ka || sad in love shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tudwa ke naate khushiyan ton 🙂 || sad but true lines || sad status

Tudwa ke naate khushiyan khede ton🙌
Gama de mausam naal jode gaye haan☹️..!!
Samet rahe c pehla hi bikhre hoyeyan nu🙂
Tuttna nahi c chahunde bas tode gaye haan💔..!!

ਤੁੜਵਾ ਕੇ ਨਾਤੇ ਖੁਸ਼ੀਆਂ ਖੇੜੇ ਤੋਂ🙌
ਗ਼ਮਾਂ ਦੇ ਮੌਸਮ ਨਾਲ ਜੋੜੇ ਗਏ ਹਾਂ☹️..!!
ਸਮੇਟ ਰਹੇ ਸੀ ਪਹਿਲਾਂ ਹੀ ਬਿਖਰੇ ਹੋਇਆਂ ਨੂੰ🙂
ਟੁੱਟਣਾ ਨਹੀਂ ਸੀ ਚਾਹੁੰਦੇ ਬਸ ਤੋੜੇ ਗਏ ਹਾਂ💔..!!

Title: Tudwa ke naate khushiyan ton 🙂 || sad but true lines || sad status


Is rang badalti duniya mein || true line Hindi shayari

Is rang badalti duniya mein
lakh mushkile aur hzaar kisse aaye
kuch to sahi kiya hoga zindagi me
jo aise pyaare log mere hisse aaye ❣️

इस रंग बदलती दुनिया में
लाख मुश्किलें और हजार किस्से आए
कुछ तो सही किया होगा ज़िंदगी में
जो ऐसे प्यारे लोग मेरे हिस्से आए ❣️

Title: Is rang badalti duniya mein || true line Hindi shayari