Ek pal ki ye baat nahi
Do pal ka ye saath nahi
Kahne ko to zindgi jannat
Se pyari hai…..
Par wo saath hi kiya jis
Mein tera haath nahi…❤️
Enjoy Every Movement of life!
Ek pal ki ye baat nahi
Do pal ka ye saath nahi
Kahne ko to zindgi jannat
Se pyari hai…..
Par wo saath hi kiya jis
Mein tera haath nahi…❤️

Liye baitha hu kalam hathon mein,
Sochkar ke likh du kahani apni ,
dikh jaate hai kore panne kitab ke,
yaad aa jaati hai zindagani apni.🙃🍂
लिए बैठा हूँ कलम हाथों में
सोचकर कि लिख दू कहानी अपनी
दिख जाते हैं कोरे पन्ने किताब के
याद आ जाती है ज़िंदगानी अपनी..🙃🍂