Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Haseen pal || yaad shayari || hindi shayari
Un haseen palo ko yaad kar rhay the,🥰
aasmaan se tumhari baat kar rhay the ❤️
sukoon mila sunkar hume 😇
jab hawao ne btaya tum bhi hame yaad kar rhay the😍
Title: Haseen pal || yaad shayari || hindi shayari
Mohabbat nibhaye ja rahe hain || two line hindi shayari
Apni mohabbat ko kuch is tarah nibhaye ja rahe hain
vo galatiyan karte hain
hum unki galtiyon ko bhulaye ja rhe hain 🙌🥀
अपनी मोहब्बत को कुछ इस तरह निभाए जा रहे हैं
वो गलतियां करते हैं
हम उनकी गलतियों को भुलाए जा रहे हैं 🙌🥀
