Kisi ki muskurahat ki wo wajha tum bano,
Gham ke raste me khushi ka wo sahara tum bano,
Sacche ashiq ki wo chahat tum bano
Kuch bano na bano tum shakeer, lekinn us bewafa ko wafa sikhane ki wajha tum bano.
Enjoy Every Movement of life!
Kisi ki muskurahat ki wo wajha tum bano,
Gham ke raste me khushi ka wo sahara tum bano,
Sacche ashiq ki wo chahat tum bano
Kuch bano na bano tum shakeer, lekinn us bewafa ko wafa sikhane ki wajha tum bano.
kaise kroge ye matt puchna ,hmare pass jwaab nhi hai
par ye sunkar ye matt sochna ki hmari akho mai khaab nhi hai
