Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Gam || hindi shayari || sad shayari
Hamara libaas dekhkr hame gareeb n samjh
Hamara gam bhi tumhari jayedad se jyada hai..
हमारा लिबास देखकर हमें गरीब न समझ
हमारा गम भी तुम्हारी जायदाद से ज्यादा है..
Title: Gam || hindi shayari || sad shayari
Mashroof ho shayad || hindi shayari
Bhut mashruf ho shayad, jo hum ko bhool bethe ho,
Na ye pucha kaha pe ho, na yeh jana ke kaise ho💔
बहुत मशरूफ हो शायद, जो हम को भूल बैठे हो,
न ये पूछा कहाँ पे हो, न यह जाना कि कैसे हो।💔

