Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kabhi haqeeqat || Dard
Kabhi haqeeqat ka aisa saaeya padhta hai
jo parshaai ki tarah hamaare saath rehta hai
कभी हकिकत का ऐसा साया पड़ता है।
जो परछाई की तरह हमारे साथ रहता है।
Title: Kabhi haqeeqat || Dard
Dil ko vehm tha || shayari sad
Dil ko veham tha
Ki vo ho jayenge humare
Aaj nhi to kal,
Lekin isko kya pta tha
Vo to ho chuke pehle he na jaane kitno k.
ਦਿੱਲ ਨੁ ਵਹਮ ਸੀ
ਕਿ ਉਹਨਾਂ ਹੋ ਜਾਣਾ ਸਾਡੇ
ਅੱਜ ਨਹੀ ਤੇ ਕੱਲ,
ਪਰ ਇਹਨੁ ਕਿਥੇ ਅਨਦਾਜਾ ਸੀ
ਕਿ ਉਹ ਹੋ ਚੁੱਕੇ ਨਾ ਜਾਨੇ ਕਿਨਯਾਂ ਦੇ.
ਤੇਰਾ ਰੋਹਿਤ…✍🏻
