Skip to content

Waqt || hindi shayari || two line shayari

Zindagi me kabhi kabhi waqt aisa bhi aata hai gam ko apne andar chupa kar bahar insaan muskurata hai 🙂 

ज़िंदगी में कभी कभी वक़्त ऐसा भी आता है गम को अपने अंदर छुपा कर बाहर इंसान मुस्कुराता है 🥲

Title: Waqt || hindi shayari || two line shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Urdu Ghazal Or Shayari || two line shayari

YEH ISHQUE KE JO MARHALE HAIN IN SE TO HUM KOSON DOOR HI BAITHAIN HAIN
TASHKEEL LAFZON KI DEKH KAR WO TO HAMAIN HI AASHIQUE MIZAAJ SAMAJH BAITHAIN HAIN

یہ عشق کے جو مرحلے ہے ان سے تو ہم کَوسَوں دور ہی بیٹھے ہے
تشکیل لفظوں کی دیکھ کر وہ تو ہمیں ہی عاشق مزاج سمجھ بیٹھے ہے

Title: Urdu Ghazal Or Shayari || two line shayari


Love hindi shayari || apanee saanson mein mahakata

apanee saanson mein mahakata paaya hai tujhe,
har khavaab me bulaaya hai tujhe,
kyoo na kare yaad tujh ko,
jab khuda ne hamaare lie banaaya hai tujhe….

अपनी सांसों में महकता पाया है तुझे,
हर खवाब मे बुलाया है तुझे,
क्यू न करे याद तुझ को,
जब खुदा ने हमारे लिए बनाया है तुझे….

Title: Love hindi shayari || apanee saanson mein mahakata