Waqt na tha tumhe samjhane ka
pyaar to bahot karti hu ,par waqt hi
nahi tumhe jatane ka…………
Enjoy Every Movement of life!
Waqt na tha tumhe samjhane ka
pyaar to bahot karti hu ,par waqt hi
nahi tumhe jatane ka…………
Kya karu…
Tumhe dil ❤ mein rakhu ya kisi shayari mein swar 😊 doon..
Kuch pal to aa baith mere sath👫 tujhe lafzo mein utaar doon…💕
क्या करूँ …
तुम्हें दिल❤️ में रखूं या किसी शायरी में संवार 😊दूं..
कुछ पल तो आ बैठ मेरे साथ👫 तुझे लफ़्ज़ों में उतार दूँ… 💕
Ab hmare dard ansu bankar nahi baha karte
Ab vo muskurahton ke piche 🙂🙂chupe huye hote hain .
अब हमारे दर्द आंसू बनकर नही बहा करते..
अब वो मुस्कुरहाटो के पीछे 🙂🙂छुपे हुए होते है।।