Skip to content

Waqt || two line shayari || punjabi status

Waqt da khaas hona zaroori nahi,
Khaas layi waqt hona zaroori e🥰

ਵਕਤ ਦਾ ਖਾਸ ਹੋਣਾ ਜਰੂਰੀ ਨਹੀ,
ਖਾਸ ਲਈ ਵਕਤ ਹੋਣਾ ਜਰੂਰੀ ਏ !🥰

Title: Waqt || two line shayari || punjabi status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Daastaan ye dhoka

KISI KI MUSKAAN PE MARNA AB CHOD REHE HAI 

APNE RASTE KO SAHI MANJIL KI TARAF MOD RAHE HAI

BHUT DEKH LIYA INTZAAR KARKE

 KISI KI YAADO MEIN KHUD KO BARBAAD KARNA AB CHHOD RAHE HAI

  1. JEENE KA TARIKA BADLNA HAI BINA KISI SAHARE KE CHALNA HAI………….

Title: Daastaan ye dhoka


Tum ab bhi mere dil mein rehti ho kya || love but sad shayari

Tum bhi meri trah ye dard sehti ho kya😶
Tum ab bhi meri ankhon se behti ho kya🤨
Mein ab bas rab ki ibadat karta hu❤️
Tum bhi ab mujhe bewafa kehti ho kya😑
Ye adhi raat mein mere aansu kyu nikal aaye💔
Tum ab bhi mere dil mein rehti ho kya🙃

तुम भी मेरी तरहा ये दर्द सहती हो क्या😶
तुम अब भी मेरी आखों से बहती हो क्या🤨
मैं अब बस रब की इबादत करता हूं❤️
तुम भी अब मुझे बेवफा कहती हो क्या😑
ये आधी रात में मेरे आसूं क्यों निकल आए💔
तुम अब भी मेरे दिल में रहती हो क्या🙃

Title: Tum ab bhi mere dil mein rehti ho kya || love but sad shayari