
but never said it didn’t hurt
Enjoy Every Movement of life!

Agar meri Dastras mein wafa hoti to
Apne kuch yaaron ko kuch wafa ada karta
Unke zarf mein sajishein bhut hain😈
अगर मेरी दस्तरस में वफ़ा होती तोह
अपने कुछ यारों को कुछ वफ़ा अदा करता
उनके ज़र्फ़ में साजिशें बहुत है 😈 ………….
Soch raha tha k jawab kya bheju,
aap jaise dost ko toofa kya bheju,
guldasta bhejna to bewakufi hogi,
kyu k jo khud gulab hai use gulab kya bheju…?