Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Zindagi ki haqeeqat || true lines || hindi shayari || beautiful quotes
Umeed mtt rkhna || hindi shayari
Kisipe aitbaar chahe Karna
Magar kisi se umeed matt rakhna
Jinka man bhar jaya karta hai
Vo aksar Ruth jaya karte hain
Rooth kar chale jate hain
Fr vapis nahi aaya karte hain
Zindagi ki haqeeqat yahi h janab
Yaad krte hain vo humko bhul Jane k liye
Log pass aate hain hamare humse door Jane k liye..!!
किसी पे एतबार चाहे करना
मगर किसी से कोई उम्मीद मत रखना
जिनका मन भर जाया करता है ना
वो अक्सर रूठ जाया करते हैं
रूठ कर चले जाते हैं
फ़िर वापिस नहीं आया करते हैं
ज़िन्दगी की हक़ीक़त यही है जनाब
याद करतें हैं वो हमको भूल जाने के लिए
लोग पास आतें हैं हमारे हमसे दूर जाने के लिए..!!
Title: Zindagi ki haqeeqat || true lines || hindi shayari || beautiful quotes
Yaad hai ?
Yaad hai wo raat jbb humne tumhe
chaand aur khud ko Tara kaha tha
Hazaar dafa tutne ko taiyaar the jbb
Tumhe khudko humara kaha thaa
Aur humne tumhre jaane ka gam nhi kiya
Kyunki tumne jaane ki wjh khud ko
Kisi ka sahara kaha tha….
~priyanshi pathak

