Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Bheege dilon ke jalte nazare || beautiful hindi shayari
Kayi chand dekhe hain kayi sitare dekhe hain
Lehron se bheege samandar ke kayi kinare dekhe hain
Aansuon mein behkar ishq sametne ka waqt bhi aaya
Mene barish mein bheege dilon ke jalte kayi nazare dekhe hain…🔥🙃
कई चाँद देखे हैं कई सितारे देखे हैं,
लहरों से भीगे समंदर के कई किनारे देखे हैं,
आँसुओ में बहकर इश्क समेटने का वक्त भी आया,
मैंने बारिश में भीगे दिलो के जलते कई नज़ारे देखे हैं…🔥🙃
Title: Bheege dilon ke jalte nazare || beautiful hindi shayari
Nikalta chand || Shayari hindi
Nikalta chand sabko pasand aata hai
Doobta suraj kaun dekhna chahta hai
Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai
Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai…
