Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Hindi toote dil ki shayari || sab kuchh

dil toot k bikhar jaat hai..
fir bhi muskuraan padhta hai..
kabhi kabhi apno ki khushi k liye
har dard sehna padhta hai
Title: Hindi toote dil ki shayari || sab kuchh
Dil rone laga || sad but true lines || hindi shayari
Teri baaton ka asr hone lga
Teri yaadon mein main khone lga
Saath bhi hmesha apna hoga kabhi
Yahi sochkar dil mera rone lga😢
तेरी बातों का असर होने लगा
तेरी यादों में मैं खोने लगा
साथ भी हमेशा अपना होगा कभी
यही सोचकर दिल मेरा रोने लगा😢




