Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Jab vo sath hota hai || Hindi shayari || love shayari
Haan…
Khoobsurat hota hai har lamha jab vo sath hota hai,
Yakeen maano,
Uske jate hi mene foolon ko bhi murjhate dekha hai…❤️
हाँ…
खूबसूरत होता है हर लम्हा जब वो साथ होता है,
यकीन मानो,
उसके जाते ही मैंने फूलों को भी मुरझाते देखा है…❤️
Title: Jab vo sath hota hai || Hindi shayari || love shayari
Nazariya
Kaash aap samajh paate
Ke maslaah mujhme nahi
Balki aapke mujhe dekhneke
Is Nazariye me hai
Agar aap ise badalde tohh
Shayad mere saath
Aapko duniya bhi acchi lagne lage.
~sjink

