Skip to content

Wisdom || god quotes || english quotes

English quotes



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jis din maut || Hindi shayari One-sided lover

One side love hindi shayari || Jis Din meri maut ayagi na
toh log khega
ki woh insan mila toh nahi thaa
lakin suna ha
ko woh mohobbat ajab ki karta tha
Jis Din meri maut ayagi na
toh log khega
ki woh insan mila toh nahi thaa
lakin suna ha
ko woh mohobbat ajab ki karta tha

Title: Jis din maut || Hindi shayari One-sided lover


Mein nahi kahunga || hindi shayari

Mein nhi kahunga ke tu har dam mere sath khada rahe
Par jab gir jau kahi safar mein
To hath thaam le mera, bas itni guzarish karunga..
Mein nahi kahunga ke tu margdarshan bna rahe ta umar mera
Par jab karna pade chunav zindagi mein
To apni kadvi slah ka thoda sa Itr mujh par chidak dena..
To ho sakta hai kayi saal nikal jaye aur tujhse mulakat bhi na ho
Par jab awaz doon tujhe musibat k sme
Tu dhaal ban jaye mera, mein bas bhagwan se yahi ardaas har baar karunga❤️

मैं नहीं कहूँगा कि तू हर दम मेरे साथ खङा रहे।
पर जब गिर जाऊँ कही सफर में
तो हाथ थाम ले मेरा ,बस इतनी गुजारिश करूँगा।
मैं नहीं कहूँगा कि तू  मार्गदर्शक बना रहे ताउम्र मेरा।
पर जब करना पङे चुनाव जिदंगी में
तो अपनी कङवी सलाह का थोङा सा इत्र मुझ पर छिङक देना।
हो सकता है कई साल निकल जाए और तुझसे मुलाकात भी ना हो।
पर जब आवाज़ दूँ तुझे मुसीबत के समय
तू ढाल बन जाए मेरा, मैं बस भगवान से यहीं अरदास हर बार करूँगा❤️

Title: Mein nahi kahunga || hindi shayari