
jaise ki wo mujhe pehchante hi nahi
kitni daffa jakham khaye hain
mere is dil ne
fir bhi hum us bewafa ko bewafa mante hi nahi
Enjoy Every Movement of life!

Aaj kal yuh hi Tera zikr hone lga hai…
Dil khush kitna hone lga hai….
Na jane kyu iss dil ko pyaar ka ehsaas hone lga hai ❤️
आज कल यूँ ही तेरा ज़िक्र होने लगा है
दिल खुश कितना होने लगा है
न जाने क्यों इस दिल को प्यार का एहसास होने लगा है ❤️
