Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Na aankhon me need hai || dil and love shayari
Na aakhon me neend hai
Na dil me chain
Main saari raat jaga raha hoke bechain
Tujhme main kho jata hu
Tujhe main yaad karta hu
Bina dekhe tuze tarse ye nain
Title: Na aankhon me need hai || dil and love shayari
Kirdar dekh kar apne ho jate hain log || two line shayari
Kirdar dekh kr hi apne ho jate h log🎀
Hum zabardasti dilon pr kabja nhi kiya karte🌹
ਕਿਰਦਾਰ ਦੇਖ ਕਰ ਹੀ ਅਪਨੇ ਹੋ ਜਾਤੇ ਹੈ ਲੋਗ🎀
ਹਮ ਜਬਰਦਸਤੀ ਦਿਲੋ ਪਰ ਕਬਜਾ ਨਹੀਂ ਕਿਯਾ ਕਰਤੇ 🌹
