Enjoy Every Movement of life!
Bahut Roya Hai Dil Unhe Yad Karke
Kuch Na Mila Rab Se B Fariyad Karke
Wo Keh Gaya Mai Na Dunga Sath Apka
Koi Puche Unhe Kya Mila Hume Barbad Karke
Zindagi mein kai mushkilein aati hain,
Aur insaan zinda rehne se ghabrata hai,
Na jaane kaise hazaaron kaanton ke beech Reh kar bhi
ek phool muskurata hai 🙌
ज़िन्दगी में कई मुश्किलें आती हैं
और इंसान ज़िंदा रहने से घबराता है,
न जाने कैसे हज़ारों कांटों के बीच रह कर भी
एक फूल मुस्कुराता है🙌
