Skip to content

Woh kahte hai hame mohobat karne || Pyar shayari hindi

Wo kahte he Hume mohabat karne nahi atti.

Pyar bhare battien aur unki tarif karne nahi atti.

Hum kehte he dekhlo kabhi iss dil me jhak ke.

Tumhare Siva is dil ko kisiki yadien nahi atti.

Title: Woh kahte hai hame mohobat karne || Pyar shayari hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kaise faasle || two line hindi shayari

Doori Hui To Unse Kareeb Aur Hum Huye 
Ye kese Faasle The Jo Badne Se Kam Huye….💔

दूरी हुई तो उनसे करीब और हम हुए
ये कैसे फासले थे जो बढ़ने से कम हुए….💔

Title: Kaise faasle || two line hindi shayari


Nashe saare ajhmaa ke dekhe || 2 lines shayari

nashe saare ajmaa ke dekhe sajjana
par tere pyaar jina tang kise ni kita

ਨਸ਼ੇ ਸਾਰੇ ਅਜ਼ਮਾ ਕੇ ਦੇਖੇ ਸੱਜਣਾ
ਪਰ ਤੇਰੇ ਪਿਆਰ ਜਿੰਨਾ ਤੰਗ ਕਿਸੇ ਨੀ ਕੀਤਾ…

Title: Nashe saare ajhmaa ke dekhe || 2 lines shayari