Skip to content

Woh zindagi hi kya || motivation

हदें शहर से निकली  तो गांव गांव चली
कुछ यादें मेरे संग पांव-पांव चली
सफर में धूप का हुआ तो तजुर्बा हुआ
वो जिंदगी ही क्या जो छांव-छांव चली

Title: Woh zindagi hi kya || motivation

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Bheegi bheegi raat main

Bheegi bheegi raat main tujhse milna acha lagta hai

Haathon main haath leke Milo dur saath chalna acha lagta hai

Tere saath pyaar ke haseen pal gujarna acha lagta hai

Kuch naa kehke bhi sab kuch kehna mujhe acha lagta hai

Ankho main ankhe bhar ke ek duje ko mehsoos karna acha lagta hai

Iss berang zindagi main khushiyon ke pal bharna dil ko sukoon de jaata hai

Saare gam ko bhula deta hai

Aankho se nami Mita deta hai

Aur Tera paas hona saari Kami Mita deta hai

Title: Bheegi bheegi raat main


Nittre pani warga mizaz || beautiful punjabi shayari

Hall ho sakdi c
Par ohne hall nhi kari
Mein khada c rubroo ho ke
Par ohne gall nhi kari
Ajj di ajj hi muka ditti
Ohne kade gall kall nhi kari
Nittre pani warga mijaz e ohda
Ohne kade kahli vich
Hall chal nhi Kari ✨

ਹੱਲ ਹੋ ਸਕਦੀ ਸੀ
ਪਰ ਉਹਨੇ ਹੱਲ ਨੀ ਕਰੀ
ਮੈਂ ਖੜਾ ਸੀ ਰੂਬਰੂ ਹੋਕੇ
ਪਰ ਉਹਨੇ ਗੱਲ ਨੀ ਕਰੀ
ਅਜ ਦੀ ਅੱਜ ਹੀ ਮੁੱਕਾ ਦਿੱਤੀ
ਉਹਨੇ ਕਦੇ ਗੱਲ ਕੱਲ ਨੀ ਕਰੀ
ਨਿੱਤਰੇ ਪਾਣੀ ਵਰਗਾ ਮਜਾਜ਼ ਐ ਉਹਦਾ 
ਉਹਨੇ ਕਦੇ ਕਾਹਲੀ ਵਿੱਚ 
ਹਲ ਚੱਲ ਨੀ ਕਰੀ✨

Title: Nittre pani warga mizaz || beautiful punjabi shayari