Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mohabbat || two line shayari || hindi shayari
Lafz Mai uska, woh maano meri kalam ho..
Mai gehra dard uska, aur woh meri malham ho..❤️
Title: Mohabbat || two line shayari || hindi shayari
Murda jism ki jaan hai tu || love hindi shayari
Mera sukun aur imtehaan hai tu
Yaani murda jisam ki jaan hai tu🙈
Tujhe batlau teri khoobi to sun
Mere gumshuda vajood ki pehchaan hai tu❤️
मेरा सुकून और इतमिनान है तू,
यानी मुर्दा जिस्म की जान है तू..🙈
तुझे बतलाऊं तेरी खूबी तो सुन,
मेरे गुमशुदा वजूद की पहचान है तू❤️




