Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Gale se lagana to mujhe || hindi shayari
Gale se lagana to mujhe
Khudko simat te dekhna Hai……!!
Bikhra hu mein har baar
Is baar sanwarte dekhna Hai……!!
गले से लगाना तो मुझे
खुदको सिमट ते देखना है..!!
बिखरा हूँ मैं हर बार
इस बार संवरते देखना है..!!
Title: Gale se lagana to mujhe || hindi shayari
Woh kahte hai hame mohobat karne || Pyar shayari hindi
Wo kahte he Hume mohabat karne nahi atti.
Pyar bhare battien aur unki tarif karne nahi atti.
Hum kehte he dekhlo kabhi iss dil me jhak ke.
Tumhare Siva is dil ko kisiki yadien nahi atti.
