Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Pyaar Kya Hai?
Pyaar Kya Hai?
Na Poocho Tum Mujhse,
Kya Batane Se Maan Jaao Ge?
Yoon Bataane Se Fayda Bhi Naheen,
Kar Ke Dekho…
To Jaan Jaao Ge.
Title: Pyaar Kya Hai?
TERa sath || hindi shayari || love shayari
Sath mein tu ho aur teri baat ho
mein sunu teri
aur teri har baat mein Meri baat ho❤❤
साथ में तू हो और तेरी बात हो
में सुनु तेरी
और तेरी हर बात में मेरी बात हो❤❤
