Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
unki yaadon ka kya wasta hai || yaade shayari hindi
Unhone to keh diya
tera mera koi wasta nahi hai
Par unki yaadon ka kya wasta hai
Jo wo har waqt mere paas rehti hai
Title: unki yaadon ka kya wasta hai || yaade shayari hindi
Sher-e-Dard
Apni Neend Ka Har Hissa Uske Naam Khaab Kardiya,
Phir Usi Ne Mera Aaram Azaab Kardiya.
Ye Majnu Wale Baal , Ye Muddato Se Na Ayi Huee Neend,
Yaar Ali Ishq Ne To Sara Kaam Kharab Kardiya.
