Skip to content

Yaad uski || hindi shayari || love shayari

💞pucha 😴 kisi ne ki💕💤yaad aati hai👉👩🏻‍🏫uski..
Mein 😏muskuraya aur 😘 bola tabhi to❣zinda hu..

💞पुछा😴किसी ने की 💕💤याद आती है 👉👩🏻‍🏫उसकी..।।
मैं😏मुस्कुराया और 😘 बोला तभी तो ❣ज़िंदा हूँ..।।💞❗

Title: Yaad uski || hindi shayari || love shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Train yourself || english quotes

Train yourself to build an empire, not a servant.

Title: Train yourself || english quotes


Dard, ek ehsas || hindi dard ki shayari

Dard do dilon ka raasta hota hai,
Kise rishte ka mohtaj nahi.
Dard do dildaron ki masoomiyat batata hai,
Kisi raees ki pehchan nahi.
Dard ko thodi hamdardi chahiye,
Dard ko choti tasalli chahiye,
Kisi kagaz ki mohar nahi.
Halki si thandi hawaein mangta hai,
Sath hone ka ehsas mangta hai,
Kisi khazane ki chamak nahi.

Title: Dard, ek ehsas || hindi dard ki shayari