Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tere chehre ki muskurahat || love Hindi shayari
Tere chehre ki muskurahat hum nahi bhool pate
Ise yaad kar hum bhi hai muskurate 🥰
तेरे चेहरे की मुस्कराहट हम नही भूल पाते
इसे याद कर हम भी है मुस्कुराते🥰
Title: Tere chehre ki muskurahat || love Hindi shayari
Baat Krte Hain ZindAgi || ZIndagi Hindi Poetry
Chl fir baat krte h zindgi,
Subh se raat krte h zindgi,
Ye musibaten bhut h rahho m, chl in musibaton se do do haath krte h zindgi,
Chl fir baat krte hai zindgi…
K zubaan thak jaye toh ankhon se bolna,
K rolna b hoga fr tabiyat se rolna,
K yun bhi toh roz hi mrte h zindgi,
Chl fir baat krte hai zindgi…
Are bure vese hum b bhut h, kyi hum mein b khot hai,
K zakham na bharte aesi ye dil ki chot hai,
Yun tadaf k marne se hi bss darte hai zindgi,
Chl fir baat krte hai zindgi, subh se raat krte hai zindgi….
