Skip to content

yaadan-da-toofan-sad-but-true-shayari

Title: yaadan-da-toofan-sad-but-true-shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ishq || love hindi shayari

Kon kehta ki sirf paa lena hi ishq hai
yaar ko khokar uski yaad me dube rehna bhi ishq hai..❤️

कौन कहता है कि सिर्फ पा लेना ही इश्क़ है
यार को खो कर उसकी याद में डूबे रहना भी इश्क़ है..❤️

Title: Ishq || love hindi shayari


Maa || Hindi shayari || two line Hindi shayari

Kisi ko ghar mila hisse mein ya koi dukaan aayi
Mein ghar mein sabse chota tha mere hisse maa aayi….💕

किसी को घर मिला हिस्से में या कोई दुकाँ आई,
मैं घर में सबसे छोटा था मेरी हिस्से में माँ आई….💕

Title: Maa || Hindi shayari || two line Hindi shayari