Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tu Sath ho to || hindi shayari || love shayari
Har rasta aasan ho jata hai
Tu Sath ho to dukho Ka pahad bhi phoolon ka bazar ho jata hai 😊
हर रास्ता आसान हो जाता है,
तू साथ हो तो दुखों का पहाड भी फूलों का बाजार हो जाता है😊
Title: Tu Sath ho to || hindi shayari || love shayari
Tere naam ki zanzeer || two line Hindi shayari
Kaid mein guzregi jo umar bade kaam ki thi,
Par mein kya karta ke zanzeer tere naam ki thi.💕
क़ैद में गुज़रेगी जो उम्र बड़े काम की थी,
पर मैं क्या करता कि ज़ंजीर तेरे नाम की थी….💕
