Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Bardasht nahi hoti na logo ki baatein || two line hindi shayari
Bardasht nahi hoti na ab logo ki batein
Sard itni hai ke rooh jamne lagi hai…💯
बर्दास्त नहीं होती ना अब लोगों की बातें,
सर्द इतनी है कि रूह जमने लगी है…💯
Title: Bardasht nahi hoti na logo ki baatein || two line hindi shayari
Wafa || hindi shayari || ghaint shayari
Kuch alag hi karna hai
To wafa karo mere dost
Majboori ka naam lekar
Bewafai to har koi karta hai💯
कुछ अलग ही करना है
तो वफ़ा करो मेरे दोस्त,
मज़बूरी का नाम लेकर
बेवफाई तो हर कोई करता है💯
