Jis tarah sodium ke bina salt nhi ban sakta
Usi tarah bin yaaro ke class nhi ban sakta❤😍
Jis tarah sodium ke bina salt nhi ban sakta
Usi tarah bin yaaro ke class nhi ban sakta❤😍
Tum Chahe kitna bhi aansu bha lo,
usse dusron ko koi fark nahi padhta
aankhe to hamari hoti hai,
par aansu hamesha dusron ke liye hi hote hai
तुम चाहे कितना भी आंसू बहा लो,
उससे दूसरों को कोई फर्क नहीं पड़ता।
आंखें तो हमारी होती है।
पर आंसू हमेशा दूसरों के लिए ही होते हैं।
Sirf shabdon se na karna, kisi ke vajood ki pehchaan
Har koi utna keh nhi pata, jitna samjhta aur mehsus karta hai 💯
सिर्फ शब्दों से न करना, किसी के वजूद की पहचान
हर कोई, उतना कह नहीं पाता,जितना समझता और महसूस करता है।💯