Skip to content

Yaara de Yaar || Punjabi friends shayari

Ni soniya👰 aasi yaara 👬de yaar 🏋️ha
Asi si ottha kam kadtaa🏄 jithe 💪Fail sarkar ha 👌👌💯

Title: Yaara de Yaar || Punjabi friends shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


kaash vo nagame sunae || Sad Hindi shayari

kaash vo nagame sunae na hote,
aaj unako sunakar ye aansoo aae na hote,
agar is tarah bhool jaana hee tha,
to itanee gaharaee se dilme samae na hote…

काश वो नगमे सुनाए ना होते,
आज उनको सुनकर ये आँसू आए ना होते,
अगर इस तरह भूल जाना ही था,
तो इतनी गहराई से दिल्मे समाए ना होते…

Title: kaash vo nagame sunae || Sad Hindi shayari


Hamko naa mile wahi toh pyar hai || hindi love shayari

Tumse dur hone ka ghum itna hoga socha nahi tha,
Hum bhi itne kamzor hain pata nahi tha.
Kaise itni jaldi kamzori ban gaye,
Milne se pehle hi zindagi bhar ka ghum de gaye.
Pehli baar mehsoos ki hai aisi khoobsurti,

Apni awaz se hi badal di humari duniya,
Kya pata agar mulaqat hoti,
Toh hamari kismat hi badal jati.
Dekho kitne majboor hain hum,
Dosti hamari thi, Dard bhi hamare hain,

Duri hamari thi, saza bhi hamari hai.
Galti bhi hamari thi, faisle bhi hamare hain.
Asal sapna toh tumse milkar dekha,
Jab ankhein khuli toh pata chala,
Jo noorani hai, wahi toh khwab hai,
Jo humko nahi mila wahi toh pyar hai.

Title: Hamko naa mile wahi toh pyar hai || hindi love shayari