Skip to content

Ye dil aajh bhi tere || Hindi sad heart broken shayari

Ye dil aajh bhi tere liye dhadhkta hai
maine to kai saal tere se pyar kiya
mn lgaakar kiyaa
na tere jism ki bhookh thi
bas teri rooh se pyar ho gya tha mujhe
agar tere jism ki bhookh  hoti toh
shayad tu mujhe chhodh kar bhi nahi jaati

ये दिल आज भी तेरे लिए धड़कता है
मैंने तो कई साल तेरे से प्यार किया
मन लगाकर किया
ना तेरे जिस्म की भूख थी
बस तेरी रूह से प्यार हो गया था मुझे
अगर तेरे जिस्म की भूख होती तो
शायद तु मुझे छोड़ कर भी नहीं जाती

Title: Ye dil aajh bhi tere || Hindi sad heart broken shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kaha milte hai kabhi || SAD 2 lines

कहाँ मिलता है कभी कोई समझने वाला,
जो भी मिलता है समझा के चला जाता है।

Title: Kaha milte hai kabhi || SAD 2 lines


Maa || Hindi shayari || two line Hindi shayari

Kisi ko ghar mila hisse mein ya koi dukaan aayi
Mein ghar mein sabse chota tha mere hisse maa aayi….💕

किसी को घर मिला हिस्से में या कोई दुकाँ आई,
मैं घर में सबसे छोटा था मेरी हिस्से में माँ आई….💕

Title: Maa || Hindi shayari || two line Hindi shayari