Skip to content

Ye dil to pagal hai || love hindi shayari

Jab pukarna ho use to mera naam bhul jata hai
Use ishq to aata hai par karna bhul jata hai
Aur unse keh do yun muskura kar na dekhe mujhe
Ye dil to pagal hai dhadkana bhul jata hai❤️…!!!

जब पुकारना हो उसे तो मेरा नाम भूल जाता है,
उसे इश्क तो आता पर करना भूल जाता है…!!
और उनसे कह दो यू मुस्कुराकर ना देखें मुझे,
यह दिल तो पागल है धड़कना भूल जाता है❤️…!!!

Title: Ye dil to pagal hai || love hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


kalam se mohobat || hindi sad shayari

Ki kuch jodha Nahi kuch jalaya nahi
mohabbat  ho gayi hme kalm aur kitab se
kuyki apna dard kisiko bataya nahi

Title: kalam se mohobat || hindi sad shayari


Meri likhi shayari ko || Hindi shayari

MERI LIKHI SHAYARI KO || HINDI SHAYARI
Meri Likhi shayari ko har koi nahi samjh sakta
kyunki mai jazbaat
likhta hu or log alfaaz
padtey hai