Skip to content

Ye zindagi tujhe dekhte guzar jaye || Love Shayari in Hindi

मेरे बजूद में काश तू उतर जाए,
मैं देखूं आईना और तू नज़र आये,
तू हो सामने और ये वक्त ठहर जाए,
और ये जिंदगी तुझे देखते हुए गुज़र जाए।🥰

Title: Ye zindagi tujhe dekhte guzar jaye || Love Shayari in Hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Andhere ki duniya || dard shayari hindi sad

Aksar log andhere ko apni duniya maan lete hain

Kadwi sachhai ko jhel nahi paate hain

Ujjale ki roshni uski andhere ki duniya ko nigal leti hai

Uski iss jhuti Jahan ki badal dati hai

Andhere ki duniya bhale hi jhuti ho sukun ke do pal deta hai

Ujjali Kiran aane waale sach ka kal deta hai

Kya kare yeh dil sach maanta hi nahi

Dhoke kaa maara hai,yakeen karna isko aata nahi

Title: Andhere ki duniya || dard shayari hindi sad


Tamasha Aur Bhi Hoga || @ lines sad hindi shayari


Laga Kar Aag Seeney Mein Chale Ho Tum Kahan
Abhi To Raakh Udne Do Tamasha Aur Bhi Hoga!

Title: Tamasha Aur Bhi Hoga || @ lines sad hindi shayari