Skip to content

Yeh riston ke silsile

ये रिश्तों के सिलसिले

इतने अजीब क्यों हैं,

जो हिस्से नसीब में नहीं

वो दिल के करीब क्यों हैं,

ना जाने कैसे लोगों को

मिल जाती है उनकी चाहत,

आख़िर किस से पूछे

हम इतने बदनसीब क्यों हैं।

Title: Yeh riston ke silsile

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Deewanapan || hindi shayari

Jisne Kabhi Mujhe Mudkar Bhi Nahi Dekha
Use Mere Pyar Ka Kya ehsaas Hoga
Mai To Ab Dhoondhne Bhi Laga Hu
Deewanepan Ka Koi To ilaaj Hoga🙃

जिसने कभी मुझे मुड़कर भी नही देखा
उसे मेरे दीवानेपन का क्या एहसास होगा
मैं तो अब ढूंढने भी लगा हूँ
दीवानेपन का कोई तो इलाज होगा🙃

Title: Deewanapan || hindi shayari


True life hindi shayari || Kuchh baate aisi

Very sad and true line on life in hindi shayari || kuchh baate aisi hai jo kehna nahi chahta
fir kisi apne ka dil todhna nahi chahta
kyuki unhe mera baat samajh nahi aata..
meri bas itni galti hai ki mujhe jhooth kehna nahi aata
kuchh baate aisi hai jo kehna nahi chahta
fir kisi apne ka dil todhna nahi chahta
kyuki unhe mera baat samajh nahi aata..
meri bas itni galti hai ki mujhe jhooth kehna nahi aata

Title: True life hindi shayari || Kuchh baate aisi