Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Zindagi ki raaho me || 2 lines love shayari hindi
“ज़िन्दगी की राहों में साथ तुम्हारा हो,
तो हर मुश्किल भी आसान नज़ारा हो।”
Title: Zindagi ki raaho me || 2 lines love shayari hindi
Imtehaan aa gya || shayari
Ye kaisa bawaal aa gaya,
Jeete ji marne ka sawaal aa gaya,
Chaaha to sirf tumhi ko tha,
Phir bhi tumse bichadne ka imtehaan aa gaya.
