
Enjoy Every Movement of life!

Tune iss hal me chhoda hai hame .
Naa jee paa rhe naa kisi or ka ho pa rhe..
Ek tu hi to tha mera hamnawa…
Tujhpe itna aitbaar kara tune hi daga diya…
Ye tuta dil aisa hua mano jaise koi bache se uska dudh ka pyala chhin sa gya…
Narazgi aapki samaj gye hain…
Ab masla ye hai ke ye tufaan thamenga kaise..!!😬
नाराजगी आपकी समझ गए हैं
अब मसला ये है कि ये तूफान थमेंगा कैसे..!!😬