
stronger than your feelings
Enjoy Every Movement of life!

Karlo ibadat bhi is waqt se,
Ke laut aaye bachpan ek baar fir
Jab rukte nahi the pair khuwabon ke piche se
Daudti rahe ye dhadkan ek bar fir…❤️
करलो इबादत भी इस वक्त से,
के लौट आए बचपन एक बार फिर…
जब रुकते नहीं थे पैर ख्वाबों के पीछे से,
दौड़ती रहे ये धड़कन एक बार फिर…❤️
Ja chuke ho to yaad rkhna
Ki ja chuke ho to yaad rkhna
lot ke bhi mt aana
Dubara pyar karenge
ye umeed bhul kr bhi mt jgana