HO JAAYE GAR YOUN MOHABBAT KISI SE
PHIR KHASAARE BHI ACHCHE LAGTE HAIN
ہو جائے گر یوں محبّت کسی سے
پھر خسارے بھی اچھّے لگتے ہے
Na duniya ki samaj na logo ki parakh
Hmari aapki mohabbat me bas itna farak
aapne matalab ke liye rishta bnaya humne usi rishte ko dil se nibhaya🥀
ना दुनिया की समझ ना लोगों की परख
हमारी आपकी मोहब्बत में बस इतना फरक
आपने मतलब के लिए रिश्ता बनाया हमने उसी रिश्ते को दिल से निभाया 🥀
Jinke paas zindagi mein dene ke liye mohobbat ke siwa kuch nahi hota hai
Unhe zindagi mein dard ke siwa kuch nahi milta hai💔
जिनके पास जिंदगी में देने के लिये मोहब्बत के सिवा कुछ नही होता है,
उन्हें जिंदगी में दर्द के सिवा कुछ नही मिलता है💔