Skip to content

Zalim Duniya ਜਾਲਮ ਦੁਨਿਆ || duniyaa shayari

Jo dil de change hunde,
Onha nu thagdi aa.
Ehh duniya badi zalim aa Bhanokheri aalya.
Pehlan pyar jatondi,
Baad chh tarle pwa shddi aa…

ਤੇਰਾ ਰੋਹਿਤ…✍🏻

Title: Zalim Duniya ਜਾਲਮ ਦੁਨਿਆ || duniyaa shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ishq || love hindi shayari

Kon kehta ki sirf paa lena hi ishq hai
yaar ko khokar uski yaad me dube rehna bhi ishq hai..❤️

कौन कहता है कि सिर्फ पा लेना ही इश्क़ है
यार को खो कर उसकी याद में डूबे रहना भी इश्क़ है..❤️

Title: Ishq || love hindi shayari


Achanak se gayab ho jauga main || yaad shayari

Achanak se gayab ho jauga main,
Khayalon mein chhupa hua hoon kahin.

Dil se juda, anjaan rahoon,
Yaadon mein basa hua hoon kahin.

Raat bhar chandni se roshan hokar,
Sitaron mein bikha hua hoon kahin.

Tere khwabon mein kho jauga main,
Aankhon mein basa hua hoon kahin.

Hawaon mein leharata hua,
Zindagi se juda hua hoon kahin.

Achanak se gayab ho jauga main,
Magar teri yaadon mein bana hua hoon kahin.

Title: Achanak se gayab ho jauga main || yaad shayari