Skip to content

Zamana shaddeya || two line Punjabi shayari || love status

Two line shayari || Asa shaddeya zamana tere kar ke
Yara tu sanu shad na jawi..!!
Asa shaddeya zamana tere kar ke
Yara tu sanu shad na jawi..!!

Title: Zamana shaddeya || two line Punjabi shayari || love status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mere to bewafai nhi honi || sad but true || punjabi shayari

Meri fitrat vich wafa hai
Mere ton bewafai nhi honi
Mein kise da pyar khareed nhi sakda
Kyunki mere to enni kamaai nhi honi💯

ਮੇਰੀ ਫਿਤਰਤ ਵਿੱਚ ਵਫ਼ਾ ਹੈ,
ਮੇਰੇ ਤੋਂ ਬੇਵਫਾਈ ਨਈ ਹੌਣੀ ,,
ਮੈ ਕਿਸੇ ਦਾ ਪਿਆਰ ਖਰੀਦ ਨਈ ਸਕਦਾ,
ਕਿਉਂਕਿ ਮੇਰੇ ਤੌ ਇੰਨੀ ਕਮਾਈ ਨਈ ਹੌਣੀ.💯

Title: Mere to bewafai nhi honi || sad but true || punjabi shayari


Khud se baat… || kavita

Mann aur meri baatein…(Auron ki baat kya, tum khud k bhi sage nhi.)

Fursat mile kabhi toh mujhse bhi Milo…

Begairat khwabon ko chhod meri bhi sun lo…

Auron ki sun sun k ubb se gye ho…

Gairon se lad lad k akhir thak bhi gye ho……

Khud k kyalon व sawalon se dar gye ho…

Kya khoya kya paya k hisaabon se jo bhar gye ho…

Toh kabhi mujh se bhi mil lo…

Ek baar hi sahi par meri bhi sun lo…

Maana ki bhaagna fitrat h tumhari…

Banaye Jo rishte, adhoori reh gyi saari

Auron ki khatir ..taumra jo guzari…

Shayad ab utri h sir se zamane ki khumari…

Toh kahi Kone me ek jagah chun lo…

Kya keh raha main…usse bhi sun lo…

Toh kya hua jo tm bhaagte hi reh gye

Banaye rishte adhure hi reh gye…

Kya na bhaagna wala bhi ek jagah ruk paya h…

Marne se pehle koi pura kaha ho Paya h…

Chhod sb mere raaste ko chun lo….

Kabhi fursat mile toh meri bhi sun lo…

Title: Khud se baat… || kavita