Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Wo Raate hasin thi || love shayari
Hasin thi wo raate jis raat ko tum aaye the.
Meri khwabon ki seher mein besumar khushiyan laye the.
Milna chahunga fir se unhi khwabon ki seher mein.
Jahan mohabbat ke rang humne saath milke sajaaye the.
Title: Wo Raate hasin thi || love shayari
use ye kaun batalaaye.. || sad Shayari Hindi
use ye kaun batalaaye… use ye kaun samajhae ki,
khaamosh rahane se taalluk toot jaate hai…
उसे ये कौन बतलाये… उसे ये कौन समझाए कि,
खामोश रहने से ताल्लुक टूट जाते है…
