Ke khata ho gyi ha hamse
Ye ham kubool karte hai
Ke ye ishq ek rog hai
Aur ye rog se ham pidhit hai
Kya kare eas zamane se ham mazboor hai
Chaha ke bhi pas aa nahi sakte
Aur dil se door jaa nhi skte.❤️
Enjoy Every Movement of life!
Agar meri Dastras mein wafa hoti to
Apne kuch yaaron ko kuch wafa ada karta
Unke zarf mein sajishein bhut hain😈
अगर मेरी दस्तरस में वफ़ा होती तोह
अपने कुछ यारों को कुछ वफ़ा अदा करता
उनके ज़र्फ़ में साजिशें बहुत है 😈 ………….

