Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Itni Muddat Baad || HIndi Gazal
Itni Muddat Baad #Gazal#
Itni Muddat Baad Mile Ho
Kin Socho Mein Gum Rahate Ho
Tez Hawaa Ne Mujh Se Puchaa
Ret Pe Kya Likhte Rehte Ho
Kaun Si Baat Hai Tum Mein Aisi
Itne Achchhe Kyon Lagte Ho
Hum Se Na Poocho Hijr Ke Qisse
Apni Kaho Ab Tum Kaise Ho!
Title: Itni Muddat Baad || HIndi Gazal
muh pe raam naam || Death hindi shayari
rukhasat hue teree galee se ham aaj kuchh is kadar,
logo ke muh pe raam naam tha,
aur mere dil mein bas tera naam tha…
रुखसत हुए तेरी गली से हम आज कुछ इस कदर,
लोगो के मुह पे राम नाम था,
और मेरे दिल में बस तेरा नाम था…

