Skip to content

Zara nazar unse kya mili || hindi shayari || love shayari

mohobbat ho gyi, true love shayari

Us khuda ki is dil pe yun rehmat ho gyi..!!
Ha‎r khushi gm sehne k liye zindagi sehmat ho gyi..!!
Ankhein khuli rahi sari raat yun nind hamari kho gyi..!!
Zra nazar unse kya mili to mohobbat ho gyi..!!

उस खुदा की इस दिल पे यूँ रहमत हो गई..!!
हर खुशी ग़म सहने के लिए ज़िन्दगी सहमत हो गई.!!
आंखें खुली रही सारी रात यूँ नींद खो गयी हमारी खो गई..!!
ज़रा नज़र उनसे क्या मिली तो मोहोब्बत हो गई..!!

Title: Zara nazar unse kya mili || hindi shayari || love shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mohobbat || love Hindi shayri || true lines

Tumhare liye kitaab ka hissa hai mohobbat
Hamare liye imaan ka hissa hai mohobbat ❤️

तुम्हारे लिए किताब का कोई हिस्सा है मोहब्बत
हमारे लिए ईमान का हिस्सा है मोहब्बत❤️

Title: Mohobbat || love Hindi shayri || true lines


Teh hota hai unka door jana || hindi shayari || best lines

Best hindi lines || Aksar uljh jate hain imtehaan de de kar
Uche jinke naseeb huya karte hain
Teh hota hai unka door ho jana
Jo dil ke bhut kareeb huya karte hain..!!
Aksar uljh jate hain imtehaan de de kar
Uche jinke naseeb huya karte hain..!!
Teh hota hai unka door ho jana
Jo dil ke bhut kareeb huya karte hain..!!

Title: Teh hota hai unka door jana || hindi shayari || best lines