Menu sirf zaroorta vele yaad na kareya kar,
Galatfehmi ho jandi e kite mein khuda taan nahi!
ਮੈਨੂੰ ਸਿਰਫ਼ ਜਰੂਰਤਾਂ ਵੇਲੇ ਯਾਦ ਨਾ ਕਰਿਆ ਕਰ,
ਗਲਤਫ਼ਹਿਮੀ ਹੋ ਜਾਂਦੀ ਐ ਕਿਤੇ ਮੈਂ ਖੁਦਾ ਤਾਂ ਨਹੀਂ!
Menu sirf zaroorta vele yaad na kareya kar,
Galatfehmi ho jandi e kite mein khuda taan nahi!
ਮੈਨੂੰ ਸਿਰਫ਼ ਜਰੂਰਤਾਂ ਵੇਲੇ ਯਾਦ ਨਾ ਕਰਿਆ ਕਰ,
ਗਲਤਫ਼ਹਿਮੀ ਹੋ ਜਾਂਦੀ ਐ ਕਿਤੇ ਮੈਂ ਖੁਦਾ ਤਾਂ ਨਹੀਂ!
“The beginning stage of all accomplishment is desire”
Mere Aansuon se khataa ho gyi…
jo beh chle jaalim zamaane ke aage.
Hakikat se pehle kyon aankhein namm ho gyi,
jo mere sapne bhi saare jal kar raakh ho gye …
kaash! hume ye ehsaas pehle hi ho jaata….
kimat nhi inn anmol motiyon ka yahaan ,
jo ab yu andhere se aankhein milaayi ,
chiraago se roshni bhi judaa ho gyi.
Hazaaron se bhi jyadaa gum humne chupaaye,
na jaane kaise ye daastan bayaan ho gyi.
-by SARITA CHAUHAN