Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Nind meri khwab tumhare || Love shayari 2 lines
निंद मेरी ख्वाब तुम्हारा आये ये भी कोई बात है ,
तुम्हारे याद के बिना सो जाऊ वो भी कोई रात है ..
Nind meri khwab tumhare aaye ye bhi koi baat hai
Tumhare yaad ke Bina so jau vo bhi koi raat hai…
Title: Nind meri khwab tumhare || Love shayari 2 lines
saheb dil diya hai || pyar hindi shayari
Saheb dil diya hai hum ne tumko
Jara to hum pe taras karo,
Etna na tadpao hume.
Beshak, choti he sahi
Magar mulaqat ka waqt to jahir karo…
ਤੇਰਾ ਰੋਹਿਤ…✍🏻
