Tere wal khiche chale aunde aa
teri nazar pen te
aisa jaadu kite e nain tere ne
jaan nikaldi japdi c mainu
jadon shrmaa k muskurayea masoom chehre ne
eda khusiyaan naal roshan ho gai e zindagi
jiwe baal liya ae roop hanere ne
hona tan sirf hun tera hi hauna yaara
esi zidd fadh la ae dil mere ne
esi zid fad lai ae dil mere ne
Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Zindagi shayari || two line shayari
Nafrat si hone lagi hai is safar se ab,
Jindagi kahi to pahucha de khatm hone se pehle….💔
Chodo ye baat ke mile jhakm kaha se mujhko,
Jindagi itna bata safar kitna baki hai….💔
Jo lamha sath hai use jee bhar ke jee lena,
Yeh kambhakt Jindagi bharose ke kaabil nahi hai…💔
Jindagi jiska bada naam suna hai humne
Ek kamjor si hichki ke siwa kuch bhi nahi….💔
Jindagi bhi ek tawayaf ki tarah hoti hai,
kabhi majboori me nachti hai kabhi mashoori me….💔
Title: Zindagi shayari || two line shayari
Ek waqt tha || two line Hindi shayari || sad
Ek waqt tha jab hmari batein hi khatam nhi hoti thi
Aur ek waqt hai jab hmari baat bhi nhi hoti hai 💔
एक वक्त था जब हमारी बातें ही खत्म नही होती थी
और एक वक्त है जब हमारी बात भी नही होती है।।💔

