Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Naseeb || hindi shayari || pyar sad shayari
Nazar Chahti Hai Deedar Karna,
Dil Chahta Hai Pyaar Karna,
Kya Bataoon Is Dil Ka Aalam,
Nasib Me Likha Hai Intezar Karna…🙃💔
Title: Naseeb || hindi shayari || pyar sad shayari
Dekh kar andekha kar diya || sad hindi shayari
Humein dekhkar andekha kar diya usne
Band ankhon se pehchanane ka kabhi dawa kiya tha jisne💔
हमे देखकर अनदेखा कर दिया उसने
बंद आंखों से पहचानने का कभी दावा किया था जिसने💔
