Enjoy Every Movement of life!
meri apni to ek kahani jo likhunga ek din,
meri raaho me, panaho mein aaoge ek din,
kese bhi ho mene aadhi jindgi ji li tere bina,
par kya tum baaki jindgi ji paoge mere bin.
dard to hai dil mein, or toofan bhi hai
Gum e mahobat dariya ka ye samunder paar kar paoge mere bin.
ai chaand chala ja kyo aaya hai meree chaukhat par,
chhod gaye vo shakhs jisakee yaad me ham tujhe dekha karate the…
ऐ चांद चला जा क्यो आया है मेरी चौखट पर,
छोड गये वो शख्स जिसकी याद मे हम तुझे देखा करते थे…
